Monday 21 December 2009

Naat Sarkar Ki Partha Hu Mein - Milad Raza Qadri



Naat Sarkar Ki Partha Hu Mein Lyrics - Milad Raza Qadri

Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein
Bas Issi Baat Say Ghar Mein Meri Rahmat Hogi


Ik Tera Naam Waseela Heh Mera
Ranj O Gham Mey Bhi Iss Naam Sey Rahat Hogi
Naat Sarkar


Ye Suna Hey Kay Bahot Ghor Andheri Hogi
Ye Suna Hey Kay Bahot Ghor Andheri Hogi
Qabar Ka Khowf Na Rakna Ey Dil
Wahan Sarkar Ke Chehre Ki Ziarat Hogi


Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein
Bas Issi Baat Say Ghar Mein Meri Rahmat Hogi.
Naat Sarkar


Kabhi Yassin Kabhi Toha Kabhi Walail Aya
Kabhi Yassin Kabhi Toha Kabhi Walail Aya
Jis Ki Kasmein Mera Rab Khata Hai
Kitni Dilkash Mere Mehboob Ki Soorat Hogi


Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein
Bas Issi Baat Say Ghar Mein Meri Rahmat Hogi.
Naat Sarkar


Hashr Ka Din Bhi Ajab Deykna Vala Hoga
Hashr Ka Din Bhi Ajab Deykna Vala Hoga
Zulf Lehra Key Wo Jab Ayengey
Phir Qiyamat Mein Bhi Ik Aur Qiayamat Hogi


Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein
Bas Issi Baat Say Ghar Mein Meri Rahmat Hogi.
Naat Sarkar


Unko Mukhtar Banaya Hai Mere Allah Ne
Unko Mukhtar Banaya Hai Mere Allah Ne
Khuld Mein Bas Wahi Ja Sakta Hai
Jisko Hasnain Kay Nana Ki Ijazat Hogi


Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein
Bas Issi Baat Say Ghar Mein Meri Rahmat Hogi.
Naat Sarkar


Do Jahaan Mein Usse Pir Kon Pana Deyga
Do Jahaan Mein Usse Pir Kon Pana Deyga
Hoga Ruswa Sare Hashr Jise
Syeda Zahra Kay Bachon Sey Adawat Hogi


Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein
Bas Issi Baat Say Ghar Mein Meri Rahmat Hogi.
Naat Sarkar


Unki Chokat Pey Parey Hein to Bari Moj Mein Hein
Unki Chokat Pey Parey Hein to Bari Moj Mein Hein
Lot Kay Ayengey Jab Us Dar Sey
Mere Dil Tu Hi Bata Kya Teri Halat Hogi


Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein
Bas Issi Baat Say Ghar Mein Meri Rahmat Hogi.
Naat Sarkar


Rashk Sey Door Kare Dekhte Hogein Zaahid
Rashk Sey Door Kare Dekhte Hogein Zaahid
Jab Sare Hashr Gunahgaro Par
Mere Aaqa Ka Karam Hoga Inayat Hogi


Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein
Bas Issi Baat Say Ghar Mein Meri Rahmat Hogi.
Naat Sarkar


Mera Daman to Gunaho Sey Bhara Hey Altaf
Mera Daman to Gunaho Sey Bhara Hey Altaf

Ik Sahara Hey Kay Mein Tere Hain
Issi Nisbat Sey Sar-e-hashr Shifa-at Hogi


Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein
Bas Issi Baat Say Ghar Mein Meri Rahmat Hogi.
Naat Sarkar

1 comments:

Anonymous said...

i love this song i keep playing over and over

Post a Comment

4lch3m1st © 2008. Design by :Yanku Templates Religion Blogs Muslim Blogs - BlogCatalog Blog Directory Religion Top Blogs TopOfBlogs The Alchemy of Happiness Religion Blogs